Weight gain tips
Here are 18 of the best foods to help you gain weight or add muscle, the healthy way.
- Homemade Protein Smoothies. Drinking homemade protein smoothies can be a highly nutritious and quick way to gain weight. ...
- Milk. ...
- Rice. ...
- Nuts and Nut Butters. ...
- Red Meats. ...
- Potatoes and Starches. ...
- Salmon and Oily Fish. ...
- Protein Supplements
- Patnjali weight gain products
. Patanjali Ashwagandha capsule/churna for weight gain :
Ayurved mein Ashwagandha ko weight aur takat badhane ke liye best medicine Manna jata hai. Ashwagandha ke bahut fayde hai, yah vajan badhane me madad karta hai, takat badhata hai. aur strength stamina and power Ko boost karta hai.Yah sharirik kamjori Ko Dur karne mein best medicine hai , Ashwagandha body Mein iron ki Matra Ko Badhata Hai Jis Se body mein Khoon Ki Matra badhti hai. Ashwagandha Ke sevn se height increase hoti hai.Ashwagandha body mein testosterone level ko increase karta hai, aur muscles mass gain karne mein madad karta hai. aur aapka weight Dheere Dheere badhne lagta hai.Kiska upyog 18 saal ke upar wale male or female Dono bhi kar sakte hain.Advertisementaur aap eska sevn 2-3 month tk kar sakte hain.2. Patanjali kumaryasava for weight gain :
Yah medicine kamjor se kamjor logo ka vajan badhane me best ayurvedic medicine. pachan Tantra ko Sudhakar digestion system ko improve karta hai jis vjh se weight jaldi jaldi badhne lagta hai.Eske sevn se bhuk badhti hai,Sharir mein Khoon Ki Matra badhti hai, vajan badhta hai, kamjori Ko Dur karta hai. apchn , acidity, bhuk na lgna , khatti dakar aana, raat ko nind na lgna jaisi samsyao me Patanjali kumaryasava se adbhut fayda Milta Hai.yah immunity system ko mazboot banata hai aur cholesterol ko kam karta hai.isme Kai tarh ke vitamins Or minerals Hote Hai Jo Sharir ko majbut banane me madt krta hai.Patanjali kumaryasava liver sambandhit Kisi bhi samsya ko dur karne me ramban medicine hai.eska sevn male or female Dono bhi kar sakte hain. aur 6 saal ke upr wale chote bache ko bhi eska sevn kar sakte hain.3. Patanjali Badam pak for weight gain :
Patanjali Badam pak ka mukhya Ghatak badam hai, Patanjali badam Pak shuddha badam se banaya jata hai.yah brain power boost karne ke liye and weight gain ke liye Ayurvedic supplement Ki Tarah kaam karta hai.Patanjali Badam pak ka rojana sevn krne se vajan Teji se badhne lagta hai, bache, ladkiya, ladke, aur Badi Umar wale log eska niymit sevn krne se weight gain hone lagta hai.agar ap gym Jate Hain toh eske Sevan se aapko bahut jaldi fayda milega.Yah muscles ka weight badhata hai. jisse vjn jaldi jaldi badhne lagta hai.Advertisementyah stress ko kam karta hai, aur sharirik durbalta ko dur kar green power ko boost karta hai.Patanjali Badam pak me bahut Sare poshak tatva Hote Hai Jiski Sevan se vajan badhane me madad milti hai.yah body me tonic ki trh kaam krta hai.eska sevn bacche, ladke , ladkiya or bade log , koi bhi upyog kr skte hai.4. Patanjali Shatavari Churna for weight gain :
Shatavari Churna digestion system improve karta hai, bhuk badhata hai, jisse vajn badhne lgta hai.yah body ki extra grmi ko shant krta hai. body developement krne me madt krta hai.mahilao me eske sevn se jaldi result milta hai.or mahilao ke liye Shatavari Churna ka sevn health tonic ya Health supplement ki trh kaam krta hai.Shatavari Churna ka sevn ashwagandha ke saath krne se double fayda milta hai.or weight teji se badhne lgta hai.acidity,bhuk na lgna, sharirik durbalta, kamjori, kamar dard , peshab me jln jaisi samsya me eske sevn se fayda milta hai.strength stamina and power Ko boost karta hai.5. Patanjali Chyawanprash for weight gain :
Ayurved me Chyawanprash ke adbhut fayde bataye gaye hai,esme kai sari jadibutiya hai jo hame rogo se dur rakhte hai, or sardi jukham bukhar or bhi kai sankraman jaise rogo se bachata hai. Chyawanprash me amla mukhy ghatk hai or esme vitamin c boht matra me paya jata hai, jo digestion me sudhar lata hai, pet ki samsya, apachan, bhuk na lgna, nind na aana,pet dard jaisi bimari me aaram milta hai.eske niymit sevn se weight badhne lgta hai,immunity system ko mazboot banata hai aur cholesterol ko kam karta hai.eska sevn sabhi umr ke log kr skte hai.More Info:- Also ke beej khane ke fayde
- Flaxseeds are rich in good fat which include omega 3 fatty acids which have many health benefits including improved cognitive functioning, cardiovascular functioning and much more. Therefore, flaxseeds can be included in daily routine to improve overall health and well being. However, one type of food or meal cannot make you gain weight or lose weight, an overall lifestyle in more important. To gain weight you need to follow a calorie surplus diet in a healthy way which have a balance of all the macro and micro nutrients as every nutrient have their own role to play in your body. You can take help from a professional expert to get a tailored diet as per your requirement and goal.
Comments
Post a Comment